Ek mod pe milna and dusre pe kho jana
zindagi ki reeth hai
Kuch kushi aur kuch yadein
Chod jathi hai
Lagtha hai ki dard sambhal jatha hai
itne dost milke bhichadne ke bad
Lekin zindagi hamesha woh pal
pe tham jathi hai jaise
Mujhe yeh bhi pata hai ki
koi nayi zindagi mere jewan mein nayi rang bharne
ke liye dusri mod pe khada hai
yeh rasata yeh mod se who mod tak
itna chota hokar bhi itna bada lagtha hai
Woh mod pounchkar bhi purani yadein ki kami tho
kabhi puri nahi hoti.....
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment