kitni door ho phir bhi itni paas
man tho mera idhar hai aur dil tumhare saath ja raha hai
tumhari pyar ki chaya aur namratha ka ahesas
tumhare jaane ke bad hi mehsus hua
ek khalipan chod ke jarehe ho
aur ek apnapan le jarehe ho
humari zindagiyan kitni badalne wali hai
aur hum hai ki ussi mod pe thumhara intezar karege
patha nahi tum lout ke aoge ya kissi aur ke ho jaoge
humari manzilein itni alag kyon hai
aur tum mere itne apne kab hogae
hume tho tumhara pyaar loutana bhi nahi ata
ghile shikwe leke gaye ho
akhri mulaqat mein bhi hume ap ka dil thoda hai
hum apna pyaar jathane se bhi dar lagtha hai
alag manzilein aur ek dusre ke beech yeh faslein yaad ati hain
mere dil ki dua hai ki tumhe sachi mohabbat aur jeevan sathi mele
jiske saath tumhe is bewafa ke yaad kabhie na aye
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment